CULTURAL EXIBITION IN JUW:
Jinnah university for women main Mass communication key department key zer-e- ehtimam Bs.4th year nay culture show ka ineqad kiya jismay unhony Pakistan key mukhtalif soobon kay culture ko dikhany ke liye install lagaye , aur Punjab , Kashmir , Khyber pakhtunkhuwa aur dusry soobo ky culture ki cheezon wahan ki sakhafat se roshnas karaya. Jahan ek taraf student fashion show ki bat karty hain to wahin dusry student apny mulki ki saqafat apny culture ko logo main roshnas karaty huwy sabko apna culture uske khubsurat rang ki taraf khenchty hain, isi liye inhony iska naam bhee cultural of pakistan (Pakistan kay rang) rakha. Ye tamam mehnat roshan mustaqbil ko zahir karti hai. Aur sath hee humy apny mulk ki saqafat key qareeb karty hain, is exhibition se hamy ye baat yaad dilayi jati hai ky apny mulk ki saqafat ko kabhi nahi bhulna chahiye aur jo qoum apni saqafat ko yaad rekhti hai wohi taraqqi karti hai.
No comments:
Post a Comment